3 BHK Flat Near Gurugram With 80% Loan
- 11 November, 2026
- By Admin: admin
- Comments: 00
Aaj ke time mein har family apna spacious aur comfortable ghar lena chahte hai. Agar aap bhi Gurugram ke paas 3 BHK flat kharidne ka plan bana rahe hai to South Delhi ke Chattarpur aur aas-paas ke areas ek acha option ho sakte hai. Yahan apko family ke liye spacious living space ke sath Gurugram se well connected property lena chahte hai. 3 BHK Flat near Gurugram with 80% loan best opportunity hai un clients ke liye jo roz Delhi se Gurugram travel karte hai.
Why Choose 3 BHK Flat?
3 BHK flat un families ke liye suitable hai jinhe extra space aur comfortable lifestyle chahiye.
- Spacious Bedrooms: Family members ke liye separate rooms. Work-from-home, study room ya guest room ke liye useful.
- Family Comfort: Living room aur dining area ke saath better space planning.
- Long-Term Living: Growing families ke liye practical option.
3 BHK Flat Near Gurugram With 80% Loan: Location Advantage
Chattarpur aur South Delhi ke kuch area se Gurugram tak connectivity milti hai. MG Road, metro connectivity aur major road routes ke through daily commuting convenient ho sakti hai. Agar aap Gurugram mein work karte hai aur Delhi mein apna ghar purchase karna chahte hai to in location ko explore kar sakte hai.
80% Loan Facility
Property purchase karte time sabse bada concern hota hai budget. 80% loan facility eligible buyers ko property ki cost ka ek major portion finance karne mein help kar sakti hai.
Agar flat ki eligible loan value ₹75 lakh hai, toh 80% financing ke hisaab se loan amount ₹60 lakh tak ho sakta hai. Baaki amount buyer ko down payment aur applicable additional charges ke liye arrange karna hoga.
Things to Check Before Buying 3 BHK Flat in South Delhi
Ghar kharidne se pehle kuch important points zaroor check karein:
- Property ke ownership aur title documents.
- Registry aur applicable legal approvals.
- Construction quality aur ventilation.
- Lift aur dedicated car parking.
- Water and electricity facilities.
- Loan eligibility and lender approval.
- Location connectivity and nearby facilities.
3 BHK Flat Near Gurugram With 80% Loan: Connect With Sasta Ghar
Agar aap Gurugram ke paas 3 BHK flat with 80% loan facility search kar rahe hai, to Sasta Ghar apki property search mein help kar sakte hai. Humara focus hai apko suitable property options, loan assistance aur documentation process mein guidance dena , taaki aap apne budget aur requirements ke according sahi decision le sakein. Aaj hi apne new home ki search shuru karein aur 3 BHK flat ke options explore karein.
Contact karein: Sasta Ghar
Call Now – 9871057424, 7428577424
Instagram – Follow Now
Facebook – Follow Now
Youtube – Subscribe Now
Medium – New Story